|
Dil hai to piyar
hai
Piyar hai tou ishq hai
Ishq hai tou mahabat
hai
Mahabat hai tou
Tou...
Tou...
Tou...
Tou...
Tou...
IODEX hai na.
Dil karta hai
main app kay ghar aon
App kay ghar aon
App kay ghar aon
Bar bar aon
Bar bar aon
Aur ghanti baja kar bhagh
jaon
Har khushi ko
teri taraf mor don
Tare liyeh chand taray bhi tor
don
Khushiyon ke darwazay tere liyeh
khol don
Bhai itna kafi hai yah do char
jhoot aur bol don.
Tum dur sahi
majboor sahi per yaad tumhari aati hai
Tum saans waha latay ho per badbo
yaha tak aati hai
Use karo CLOSE UP tooth
paste
Kamal app ke
nakhray hai,kiya style app rakhtay hai
SMS karnay ki fursat nahi,hatoon
main mobile rakhtay hai.
''KAL HO NA HO''
aaj tou hai
Aaj ho na ho yeh pal tou
hai
Yeh pak na ho apni dosti tou
hai
Machar ne app ko
kata yeh us ka janoon tha
Aap ne khuja liya kiyun ke app ko
us main sakoon tha
aap chah kar bhi us ko na mar
sakay kiyun ke us ki ragon main aap ka khoon tha
Us Piyari si
surat ka aik bar dard de
Tarap raha hai jo yaad main ab aur
na intazaar de
Chahay awaz na suna ae zalim magar
aik miss call tou mar de
Hum ne socha
shayad hum hi chahtay hai apko
Per aap ko chahnay walon ka tou
kafila nikla
Dil ne kaha shikayad kare Khuda se
per woh Khuda bhi aap ko chahne
wala nikla
Aaj eik zindagi
aur jee lo!...
Aaj eik sapna aur dekh
lo!...
Aaj eik SMS aur karlo! aaj bas
aaj...!
kiya pata? Kal Balance ho na
ho
Main tawadi foto
khicha!...
Ready?
Es-tedy
Muskrao!
Click!...
Developing..............?
Wah bhai wah!
,.:!|!:..,
0(.)(.)o
('',)
)(
ha ha ha.....
Atti hai THOUGHT
tumhari...!
Karti hon Talk
thumhari......!
Tum ko REMEMBER karna ban gai hai
HOBBY meri
Tumharay BEAUTIFUL jaisay chahray
ne mere nazuk say HEART ko tor diya hai ...
Tumhari qasam main ne DAY aur
NIGHT ko sons chor diya hai
Some says u r
ugly
some says u r jungli
some says u r pagli
BUt i says u r lovely
Mohabat eik baar
ho jaye tou bholapan hai
Duji baar ki
jaye tou apnapan hai
Teeji baar ki jaye tou deewanapan
hai
Agar baar baar ki jaye tou
kameenapan hai
Put u r left
hand on u r right shoulder...
and
Put u r right hand on u r left
shoulder...
GUESS WHAT....?
Array mamoo meri taraf se eik
jaadu ki jhappi.
Jism ki
tandrusti Namaz main hai
Dil ki Taquat Tilawat-e-QURAN main
hai
Dimag ki quwat zikr-e-illahi main
hai
Rooh ki rahat Durood sharif main
hai
GOD ne aap ko
bheja tou bheja
lekin bheja tou aesa bheja ke
bheje main bheja hi nahi
bheja yeh SMS mujhey kisi ne bheja
is liyeh main ne app ko bheja
Mausam hai
mastana,dil hai deewana
Aisay main tum LUX se do baar
nahana
Tumharay Begair
mujah saans nahi atti
Tumharay Begair main gi nahi
sakta
Mujah tumhari zarorat rahti
hai
Ha Ha do't be confuse i m talking
about Oxygen
Life brings
''Kabhi khushi kabhi gum''
When it '' Na tum jano na
hum''
So let do ''Masti'' 2
gather
Who knows ''' Kal ho na
ho''
But when ever u need true friend
'' Main hoon na''
Zindagi behal
hai sur hai na tal hai SMS box bhi kaanal hai
Kiya app ki SMS factory main
hartal hai
Kuch SMS tou bhejo mare mobile ki
zindagi ka sawaal hi
Press button
down..
down........
down.......
down......
down.....
down.....
Mamoo Lagay raho yeh BP ki lolly
pop hai,khatam honay ka nahi.
|